Breaking

Monday 15 July 2019

July 15, 2019

Hazrat Moosa Ki Bad Dua Ka Asar

Hazrat Moosa Ki Bad Dua Ka Asar
Islamic-Waqiaats-in-Urdu
Hazrat Moosa Ki Bad Dua Ka Asar 
Assalam-o-Alaikum...aj apkay sath Hazrat Moosa A.s ki badua kay mutliq mukhtasir sa qissa share kiya jai ga. Mazeed achi posts kay liye daily din ma 3-4 bar is New Islamic Teacher website ko visit karen yaha apko bohat kuch new daily milay ga...JazakALLAH

Hazrat Qattada R.A ka bayan ha kay is dua ka yeh asar zahir huwa kay Qoom e Firoon kay tamam zar o joharaat or naqdi sikay or baghon kaheeto ki sab paidawar pathron ki shakal main tabdeel ho gai. Hazrat Umar Bin Abdul Aziz R.A kay zamany main aik theela paya gaya jis main firoon kay zamanay ki cheezain teh. un ma anday or badam bhi dekhay gai jo pathar teh.

Wednesday 10 July 2019

July 10, 2019

Mozi Janwar Se Hifazat ki Dua

Mozi Janwar Se Hifazat ki Dua

Mozi Janwar Se Hifazat ki Dua

"Mozi Janwar Say Hifazat"
Mozi Janwar Se Hifazat ki Dua

Assalam-o-Alaikum...Umeed Karta hon kay apko hamara yeh silsila pasand arha ho ga agar kise bhi qisam ki pareeshani ho kese bhi kaam ka solution na mil raha ho to hamaray whatsapp number per ham say rabta karen. Hamari Posts pasand anay per logo tak share karen jitna ziada say ziada ho sakta ha ALLAH apko is ka ajar day...JazakALLAH.

Mozi Janwar Se Hifazat
Apko kisi bhi jaga kisi Mozi Janwar ya Dushman say Khoof mehsoos ho to 7 Times Quran ki is ayat ko khud per parh kar phoonken...ALLAh Ta'ala apki hifazat farmai ga.

Tuesday 9 July 2019

July 09, 2019

Jahanum ki Aag Say Bachnay ka Nuskha

Jahanum-ki-Aag-Say-Bachna- ka-Nuskha
Assalam-o-Alaikum...Ap tamam nazereen say guzarish ha kay is website per daily visit kiya karen yaha apkohar wh amal karnay ko milay ga jis say apki dunya wo akherat sanwar jae ge.
Jahanum ki Aag Say Bachnay ka Nuskha
Jahanum ki Aag Say Bachnay ka Nuskha



July 09, 2019

Nasoor Dagh Dabbah Dor Karne Ka Qurani Nuskha

Nasoor Dagh Dabbah Dor Karne Ka Qurani Nuskha
Assalamoalaikum...Aj ka hamara wazifa "Nasoor Dagh Dabbah Dor Karne Ka Qurani Nuskha" ha. Yeh Quran majeed ki Surah AL Baqarah ki ayat ka hissa ha. Is amal kay karnay say Insha ALLAH Nasoor or Dagh Dabbah ka kahtma ho ga. Mazeed Wazaif kay lye hamari is website ko daily visit karen or ziada say ziada logo ko hamari is website say agah karen takay unka bhi faida ho. JazakALLAH...
Nasoor-Dagh-Dabbah-Dor-Karne-Ka-Qurani-Nuskha
Nasoor Dagh Dabbah Dor Karne Ka Qurani Nuskha

Agar ap kay badan per nasoor ho, ya dagh dhabba ho to yeh ayat 41 bar dawa ya marham per parh kar phoonken phir istemaal karen, Insha ALLAH dagh dhabba door ho jae ga.

Wednesday 3 July 2019

July 03, 2019

Bachon ki Badtamizi Ka Ilaj

Bachon ki Badtamizi Ka Ilaj
dua bachon ki zid ka ilaj
Bachon ki Zid Khatam Karne ka Wazifa
Assalam-o-Alaikum...Hamari is website ka maqsaad ap logo ki preeshnio ka hal nikalna ha hamari is website ko daily update kiya jata ha ap tamam behn bhaiyo say guzarish ha kay ap log daily New Islamic Teacher Website visit kiya karen...JazakALLAH

Bacho ki badtamizi or nafarmani ka sabab amooman walidain kay gunah hotay hain, ALLAH Ta,ala kay sath apnay mamlaat durst karen or 3 baar Surah AL Fatiha pani per dam kar kay bacho ko pilain, Is ki barkat say bachay farmabardaar hon gay or apki izzat karen ga.


Saturday 15 June 2019

June 15, 2019

Basic Information About Tilawat

Basic Information About Tilawat

Ibtidai Hedayaat


  • Quran Majeed ko us ki asal zaban arbi ma parhain.
  • Quran Majeed Ehl e Arab kay Lab o Lehja or Talaffuz kay husan kay sath parhain.
  • Quran Majeed kay aghaz main أعوذ بالله من الشيطان الرجيم or Surah kay shuru ma parhain. Siwae surah tauba kay.
  • Doran e Tilawat Surah shuru ho jae to Sirf parhain.
    Basic Information About Tilawat
    Basic Information About Tilawat
  • Dooran e Tilawat koi dunyawi baat na karen. Agar koi bohat zaroori baat karni ho to Quran Majeed ko bandh karen or dobara Ta'awuz parh kar Tilawat Shuru karen.

  • Doran e Tilawat aik harf ko dosray harf say na badlain.
  • Harakat ko itna na kheenchay kay huroof ban jain.
  • Huroof e Maddah ki miqdar pori aik alif kay barabar ada karen. 
  • Harakat o Sakanaat ma tabdeeli na karen.
  • Pur huroof ko pur or bareek huroof ko bareek ada karen.
  • Tilawat tehar tehar kar karen agar ho sakay tu tarjuma samjh kar parhain.
  • Quran Kareem ko kush al haani say parhain  is tarah Quran kay husn ma azafa ho jata ha.
  • Ikhtitam e Tilawat par khair o barkat ki or Qabooliyat kay liye Dua karen.


  • Note: Aik alif ki miqdar aam halat main khuli ungli ko band karna ya band ungli ko kholna ha. 

    Sunday 9 June 2019

    June 09, 2019

    Dua After Azan in Urdu

    Dua After Adhan
    Dua After Azan in Urdu
    Assalam o Alaikum... Azan ka Sath sath jawab day kar is Dua ko Azan kay mukamal honay per parhen.
    Masnoon Duas in Urdu
    Agar ap mazeed achi Islamic cheezain seekhna chahtay hain to hamari is website ko daily visit karen INSHA ALLAH is website per apko bohat si Islamic Information milay ge. JAZAKALLAH